Rohit apna smart sensor ESP32 ke sath deploy kar raha tha client ke ghar me.Har client ke Wi-Fi credentials alag the.Initially, Rohit ko bar-bar Arduino IDE se code re-upload karna padta tha β kaafi time-consuming.
Phir usne YaranaIoT Guru ka tutorial follow kiya: βChange WiFi Connection on ESP32 Without Re-uploading Code.βAb har client ke Wi-Fi credentials web page se input kar ke save kiye ja sakte hain, aur device automatically connect ho jata hai.
βDeployment ab simple aur fast ho gaya!β
βDeployment ab simple aur fast ho gaya!β
Comments